|
~~GHAZAL~~
Meri Zindagi hai tu
Aafto k dor main
chain ki ghari hai tu
meri raat ka charaag
meri need bhi hai tu
Main khaza ki shaam hoo
rut Bahaar hai tu
dosto kay Dermiya
Waja-e dosti hai tu
Meri saari umer main
aik hi kami hai tu
Main to wo nahi raha
haa maghar wohi hai tu
Nasir iss diyaar main
Kitna Aajnabhi hai tu
~~nasir kazmi~
Sent By: Sadia Khan
|