SAWAN
RUT
Dopahar ki tapti dhoop mein barish barsay gi kaisay
Yeh souch
rahi thi ab tak jaisay sawan rut aa gaya ho
Samnae pa ker us ajnabi ko mein
souchoun mein jaisay dhoup gai
Pal ka hoash na raha muj ko hoash aatay hi
muj ko youn laga
Jaisay wo ajnabi keh raha ho yehi hai wo sawan rut
Jis
ka tujhey sadiyoun sai intazar tha
Wo yeh sergoshi ker k chala bhi gaya
Aur
mein daldal mein phansti chali gai
Kya yahi tha wo shaksh jis ki rah mein
dhaikti rahi
Achanak wo aisay chala jaiy ga
Jaisay barish aur dhoop k
khatam hotay hi
CAUSE-O- QAZA ghaib ho jati hai
Sent
By: Fatima Waheed