|
GHAZAL
zindagi
bar nahi rahti kushi aur na gham
aik din ho jay ga chahat ka jazbaa kam
meray dar pay dustak day raha hai tofaaan
munzil door hai aur kismat ka ye sitam
befawaf samaj kar hi yaad to karo gay hamay
sada abeer tumhari aankeen rahain gi nam
tera har sitam shana hai kushi say laakin
zara deeray deeray, nikal na jaya kahin dam
meray asooain nay liki hai ye ghazal abeer
parnay waloon nay kar diya hain apnay sar kham
Sent By: Abeer Khan
|